Tuesday, March 18, 2008

Wrath/ तामस

अगर जलना ही है
तो लोहे सा तो कम से कम ना जलो
की अपनी ही गर्मी मॆ खुद ही पिघल कर अपना वजूद मिटा लॆ

जलना ही है तो ज्वाला सा जलो
खुद जले तो जले
दुनिया को ही उजागर कर जाओ

किन्ही का तो अन्धेरा कम हो जयेगा

4 comments:

Hussain Haidry said...

"की अपनी ही गर्मी मॆ खुद ही पिघल कर अपना वजूद मिटा लॆ"

Good one yaar! :) First para to AWESOME laga meko; second wala, honestly, thoda kamzor.

Phir bhi, bahut time baad verse padha maine. Aaj raat ghar jaa ke ghazale hi revise karunga. :D

P.S. Why labelled as 'anger'? :(

Nikita said...

kab gussa ....kab anger khatam hoga????life ko track par ane me time lagta hai....mushkile zyada ho to intzar aur bhi lamba lagta hai....mujhe malum hai koshihe jari hai...isliye bas khush hi rha karo.....

Aneesh said...

lohe ka vajood khatam nahi hota, kewal taral ho jaata hai ek naye aakar me aane ke liye. Lohe ki khasiyaat hai ki jalne pe vajood jata nahi hai.
Wo to jwala hai jo wakai me jalti hai, aur khatam ho jaati hai. Saath hi uska vajood bhi.

To phir kya lohe ki tarah jalna nahi chahiye?

Atul Jain said...

I second Aneesh!